D
Om tat purushaye vidmahe Maha devaya
dheemahi
Tanno rudrah prachodayatah
Oooo Tanno rudrah prachodayat
------------------------------------
D G
Ganga Nahaya Parvat ko paya tu hai
kaha
D G
Ye duniya chhodi maine man sajaya tu
hai kaha (x2)
Em C D
Tum darbadar ki raaho mein ya ho kahi
shivalo mein
Em C D
Mere sath hi tum ho kahi phir kyu nahi
nigaho mein
D
Jab lau uthi iss dil mei to ehsaas hua
-------------------------------------------
D C
Tujhme Shiva Mujhme Shiva
D C
Tan mein Shiva Man mein Shiva (x2)
-------------------------------------------
D
Om Namah Shivay
C D
Om Namah Shivay
----------------------------------------
C Em
Man ki gehra mein tu tha
D
Chaon mein teri mai chala
C Em
Teri raaho mein hi khoke
D
Khud se hi mein aa mila
Em C D
Ab na rahi pal ki khabar Jo tu mila
hai is qadar
Em C D
Sama gaya tujhme kahi bhatka tha jo ye
besabar
D
Har or se bas ek dhun mai sun raha
--------------------------------------------
D C
Tujhme Shiva Mujhme Shiva
D C
Tan mein Shiva Man mein Shiva (x2)
-------------------------------------------
D C
Satya-Asatya mein Uljhi duniya
G D
Apne karmo se hai pare
D C
Samjhe na kyu teri maya
G D
Tune hi har roop dhare
Em C D
Hai shor mein khamoshi tu, khamoshi
mei ek naad hai
Em C D
Sangeet hai jeevan ka tu, ansuna ek
Raag hai
D
Aankh moonde bheetar hi vo hai basa
---------------------------------------------
D C
Tujhme Shiva Mujhme Shiva
D C
Tan mein Shiva man mein Shiva (x2)
-----------------------------------------------------
D C
Om Namah Shivay,
D C D
Om Namah Shivay,Om Namah Shivay,
No comments:
Post a Comment